Khwab Mein Pani Dekhna Ki Tabeer حضرت ابن سرین رحمتہ اللہ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے ۔ کہ اگر کوئی خواب میں دیکھے کہ وہ سطح آب پر پانی کی طرح چلتا ہےجیسے نہر اور دریا کا پانی
Hazrat sureen Rehmat ul Allah ny farmaya ke Khwab Mein Pani Dekhna ya pani ki satah chalta hai jese nehar aur darya ka pani
یہ اس کے قوت ایمانی اور پاک اعتقاد کی دلیل ہے ۔ اور اگر خوشگوار اور صاف پانی بہت پیا ہے تو یہ دلیل ہے کہ اس کی عمر دراز اور وہ خوش عیش ہو گا اور اگر بے مزہ پانی پیا ہے تو اس کی تعبیر پہلے کے خلاف ہے
Khwab Mein Pani Dekhna
Ye iske quwat e imani aur pak aetqad ki daleel hai. Aur agar khushgawar aur saaf pani bohat pia tau yeh daleel hai ke iski umer draz hogi aur wo khush aish hoga. aur agar be maza pani pia hai tou iski tabeer pehle ke khilaaf hai.
Khwab Mein Saaf Pani Dekhna
اور اگر دیکھے کہ دریا سے صاف اور اچھا پانی پیتا ہے تو یہ دلیل ہے کہ وہ بادشاہ بنے گا اور بعض کہتے ہی کہ اس آب دریا کے پینے کے قدر پر مال و نعمت اور بزرگی حاصل کرے گا
Khwab Mein Nehar Dekhna
Khwab Mein Pani Dekhna Ki Tabeer in Urdu. Agar dekhe ke darya se saaf aur acha pani peeta hai tou yeh daleel hai ke wo badsha bn ga. Baaz kehte hain ke iss darya ke pani peene ky qadar par maal o naimat aur bazurgi hasil kare ga.
Khwab Mein Ganda Pani Dekhna
اگر پانی گندلا ہے تو اس کو رنج ، سختی ،خوف اور دہشت پہنچے گی۔ حضرت ابراہیم کرمانی رحمتہ اللہ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر دیکھے کہ پانی گرم پیتا ہے تو رنج اور بیماری کی دلیل ہے
Khwab Mein Kala Pani Dekhna
Agar khawab mein ganda pani dekha ya piya hai tau isko ranj, sakhti, khauf aur dehshat pohncy gi. Harat ibraheem kirmani AS ne farmaya hai ke, agar garam pani peeta hai tau ranj aur bimari ki daleel hai.
Khwab Mein Sona Dekhna Ki Tabeer in Urdu
اور دیکھے کہ اس پر پانی گرم گرایا گیا ہے اور اس کو خبر نہیں ہے تو یہ دلیل ہے کہ وہ بیمار ہو گا یا اس کو سخت غم پہنچے گا
Aur agar dekhe ke iss par garam pani giraya gaya hai aur isko khabar nahi hai tau yeh daleel hai ke wo bimar hoga ya isko sakht gham pohncy ga.
Agar aap mazeed khwab ki tabeer janna chahte hain to hamara Youtube Channel aur Facebook Page zaroor visit karen.