Hazrat Ibn Sureen Rehmatullah taala alaihi ne farmaya hai ke Khwab Mein Gajar Dekhna gham o andesha hai. Aur agar koi khwab mein dekhe ke is ne gajar li hai aur khayi hai to Daleel hai ke is ko bohat gham puhanche ga aur gham khaye ga.
Hazrat Jabir Maghribi Rehmatullah taala alaihi ne farmaya hai agar dekhe ke gajar sheree hai to thoray gham par Daleel hai aur agar gajar gosht mein paki hui dekhe to Manfiat par Daleel hai jo sakhti aur ranj se hasil ho gi .
Aur baaz ahal tabeer ne bayan kya hai ke Khwab Mein Gajar Dekhna ya khana bemari hai aur bhuni hui gajar ka dekhna bhi theek nihn hai. aur behtar woh hai jo khawab mein gajar gosht mein paki hui dekhe .
Khwab Mein Gajar Ka Halwa Dekhna
Hazrat hazrat Ibn Sureen ne farmaya ke ke khawab mein halwa aisa maal hai jo badshah ke haath par guzar kar haraam ho chuka hai
Hazrat Jaffer Sadiq ne farmaya ke khawab mein halwa bohat sa maal aur deen khalis hai aur halwe ka aik luqmah khwab mein Farzand ko bosa dena hai aur mevajat wale halwe ka aik niwala acha hai aur jis halwe mein maghz badam maghz akhrot hai is ki taweel munfa’at hai jo is ko bukheel se puhanche gi.
Hazrat Jabir Baghribi Rehma Allah alaihi ne farmaya khawab mein halwa khana Daleel hai ke isi qader maal halal aur halal rozi paye ga aur agar dekhe ke is mein zafran hai yeh bhi behtari ki Daleel hai aur khawab mein halwa farosh aadmi sheree sukhan mard hai
Mazeed Khwab ki tabeer ke liye hamara channel subscribe karen
Khwab Mein Gajar Ka Juice Peena
حضرت ابن سیرین رحمۃ اﷲ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں گاجر کا دیکھنا غم وا ندیشہ ہے۔ اور اگر کوئی خواب میں دیکھے کہ اس نے گاجر لی ہے اور کھائی ہے تو دلیل ہے کہ اس کو بہت غم پہنچے گا اور غم کھائے گا
Khwab Mein Gajar Dekhna
Khwab Mein Shehad Dekhna Ki Tabeer
حضرت جابر مغربی رحمۃ اﷲ تعالیٰ علیہ نے فرمایا ہے اگر دیکھے کہ گاجر شیریں ہے تو تھوڑے غم پر دلیل ہے اور اگر گاجر گوشت میں پکی ہوئی دیکھے تو منفعت پر دلیل ہے جو سختی اور رنج سے حاصل ہو گی
Khwab Mein Mor Dekhna Ki Tabeer in Urdu
Khana Khwab Mein Gajar Khana
اور بعض اہل تعبیر نے بیان کیا ہے کہ خواب میں گاجر کا کھانا بیماری ہے اور بھنی ہوئی گاجر کا دیکھنا بھی ٹھیک نیہں ہے۔ اور بہتر وہ ہے جو خواب میں گاجر گوشت میں پکی ہوئی دیکھے