Khwab Mein Barish Dekhna Ki Tabeer in Urdu – Hazrat Daniyal AS ne farmaya hai ke khwab mein barish ka dekhna Allah Ta’la ki taraf se bandon par rehmat aur barkat hai. Jab khwab mein barish aam ho aur sab jagah pohnche, Farman e Haq Ta’la hai ke ( Is ki zaat paak hai jw na umeedi kr bad barish barsata hai aur rehmat phelata hai).
Khwab mein barish ka waqt par dekhna bohat acha hai Khaas kar jab log barish ko chahen to nihayat naik hai.
Khwab Mein Ghar Mein Barish Dekhna
Lekin agar Khaas sakhat barish sirf apne koocha mein dekhe keh is ke siwa or kahin nahi barsi hai to ehle mozon par ranj aur bimari ki daleel hai aur agar dekhe ke barish ahista ahista ho rahi hai to ehle mozon par khair aur barkat ki daleel hai.
SEE ALSO>>> Khwab Mein Amrood Dekhna Ki Tabeer
Khwab Mein Barish Dekhna
Khwab Mein Barish Dekhna. Agar dekhe ke awal saal ya awal mah barish barsi hai to daleel hai keh is saal aur is mah mein farakhi nemat ziyada hogi
Khwab Mein Tez Barish Dekhna Ki Tabeer
Aur agar dekhe keh barish sekht aur siyah hai to daleel bimari par hai keh is mein halaak hoga.
SEE ALSO>>> Khwab Mein Machli Dekhna Ki Tabeer | Khawab Ki Tabeer
Hazrat ibn e Sireen RA ne farmaya hai keh agar koi shakhs Khwab mein sakhat barish dekha keh apne waqt par barsi hai to daleel hai keh in dinon mein ranj o bala ka lashkar ayega.
Agar dekhe ke khwab me barish ka pani se sar ka masah karta hai to is baat ki daleel hai keh Khaouf o Gham se aman mein rahe ga. Agar Khwab mein dekhe keh barish is ke sar barasti hai to daleel hai keh wo safar ko jaye ga aur khair o nafa ke saath wapis ayega.
SEE ALSO>>> Khwab Mein Chipkali Dekhna | You Should Know
Khwab Mein Barish Ka Dekhna
Agar koi shakhs khwab mein dekhe ke barish logon ke saron par tofaan ki tarha barasti hai to is baat ki daleel hai keh is mulk mein khuda na khwasta naghani mout aye gi aur agar dekhe keh barish ke har aik qatre se awaz ati hai to daleel hai keh us ke martabe aur izzat ki awaz ziyada hogi.
Khwab Mein Barish Ka Pani Dekhna
Aur agar dekhe keh (khwab mein barish dekhna) barish ke pani ke saath masah karta hai to daleel hai keh khauf aur dehshat se aman mein hoga. aur agar khwab mein dkehe keh bohat bari barish ho rahi hai aur tamam nehrain jari ho gai hain aur isko nuqsan nahi pohncha hai to daleel hai keh badsha sakhti karega aur sahib e khwab uske shar se mehfooz rahe ga. Aur agar dekhe ke in nehron se guar nahi ho sakta hai to daleel hai ke badsha ki sharat ko apne ap se dur kare ga.
SEE ALSO>>> Khwab Mein Sher Dekhna Ki Tabeer in Urdu
Aur agar (Khwab Mein Barish Dekhna) dekhe ke pani hawa se barish ki tarha ati hai to daleel hai keh Haq Ta’ala ka azaab aur bimari is jagah zahir hogi.
Khwab Mein Barish Ka Pani Jama Dekhna
Hazarat Kirmani RA ne farmaya hai keh agar barish ki jagah Shehad ko barsta dekhe (Khwab Mein Barish Dekhna) to daleel hai keh nemat aur ganemat is mulk mein bohat hogi. Aur jo cheez ke aasman se barasti hoi dekhe to iski taweel is chezz ki jins se hai aur dekeh ( Khwab Mein Barish Dekhna ) ke barish ka pani peeta hai aur wo pani saaf aur roshan hai to daleel hai keh isko isi qadar kher aur rahat pohnche gi.
SEE ALSO>>> Khwab Mein Payal Dekhna
Aur agar dekeh ( Khwab Mein Barish Dekhna ) ke barish ka pani siyah aur be maza hai to daleel hai keh isi qadar bimari aur ranj uthayega.
Hazrat Jaffar Sadiq RA ne farmaya hai keh khwab mein bairsh ka dekhna barah 12 wajah par hai.
- Rehmat
- Barkat
- Faryad Chahna
- Ranj o Bimari
- Bala
- Ladai
- Khoon Bahana
- Fittnah
- Qehat
- Amaan Pana
- Kuffar
- Jhooth
SEE ALSO>>> Khwab Mein Shehad Ki Makhi Dekhna
Mazeed tabeer urdu mein dekhne ke hamara YouTube Channel aur Facebook Page visit karen
خواب میں بارش دیکھنا
خواب میں بارش دیکھنا کی تعبیر ان اُرْدُو – حضرت دانیال علیہ السلام نے فرمایا ہے كے خواب میں بارش کا دیکھنا اللہ تعالی کی طرف سے بندوں پر رحمت اور برکت ہے . جب خواب میں بارش عام ہو اور سب جگہ پہنچے ، فرمان حق تعالی ہے كہ ( اِس کی ذات پاک ہے جو نا امیدی کے بعد بارش برساتا ہے اور رحمت پھیلاتا ہے )
SEE ALSO>>> Khwab Mein Zewar Dekhna
خواب میں بارش دیکھنا . اگر دیکھے كہ اول سال یا اول ماہ بارش برسی ہے تو دلیل ہے کہہ اِس سال اور اِس ماہ میں فراخی نعمت زیادہ ہوگی
خواب میں تیز بارش دیکھنا
اور اگر دیکھے کہہ بارش سخت اور سیاہ ہے تو دلیل بیماری پر ہے کہہ اِس میں ہلاک ہو گا .
SEE ALSO>>> Khwab Mein Pani Dekhna Ki Tabeer in Urdu
حضرت اِبْن سیرین رحمۃ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ اگر کوئی شخص خواب میں سخت بارش دیکھے کہ اپنے وقت پر برسی ہے تو دلیل ہے کہ ان دنوں میں رنج و بلا کا لشکر آئیگا
اگر دیکھے كہ خواب میں بارش کا پانی سے سَر کا مسح کرتا ہے تو اِس بات کی دلیل ہے کہ خوف و غم سے امن میں رہے گا . اگر خواب میں دیکھے کہ بارش اِس كے سَر پر برستی ہے تو دلیل ہے کہ وہ سفر کو جائے گا اور خیر و نفع كے ساتھ واپس آئیگا
SEE ALSO>>> Khwab Mein Aag Dekhna
خواب میں طوفانی بارش دیکھنا
اگر کوئی شخص خواب میں دیکھے كے بارش لوگوں كے سروں پر طوفان کی طرح برستی ہے تو اِس بات کی دلیل ہے کہہ اِس ملک میں خدا نا خواستہ ناگہانی موت آئے گی اور اگر دیکھے کہہ بارش كے ہر ایک قطرے سے آواز آتی ہے تو دلیل ہے کہ اس كے مرتبے اور عزت کی آواز زیادہ ہوگی
خواب میں بہت زیادہ بارش دیکھنا
SEE ALSO>>> Khwab Mein Sona Dekhna Ki Tabeer in Urdu
اور اگر دیکھے کہ بارش كے پانی كے ساتھ مسح کرتا ہے تو دلیل ہے کہ خوف اور دہشت سے امن میں ہو گا . اور اگر خواب میں دیکھے کہ بہت زیادہ بارش ہو رہی ہے اور تمام نحریں جاری ہو گئی ہیں اور اسکو نقصان نہیں پہنچا ہے تو دلیل ہے کہ بادشاہ سختی کرے گا اور صاحب خواب اسکے شر سے محفوظ رہے گا . اور اگر دیکھے كے ان نحروں سے گزر نہیں ہو سکتا ہے تو دلیل ہے كہ بادشاہ کی شرارت کو اپنے آپ سے دور کرے گا
خواب میں بارش کا پانی دیکھنا
حضرات کرمانی رحمۃ اللہ نے فرمایا ہے کہ اگر بارش کی جگہ شہد کو برستا دیکھے تو دلیل ہے کہ نعمت اور غنیمت اِس ملک میں بہت ہوگی . اور جو چیز كے آسمان سے برستی ہوئی دیکھے تو اسکی تاویل اِس چیز کی جنس سے ہے اور دیکھے كہ بارش کا پانی پیتا ہے اور وہ پانی صاف اور روشن ہے تو دلیل ہے کہ اسکو اسی قدر خیر اور راحت پہنچی گی
SEE ALSO>>> Khwab Mein Saanp Dekhna Ki Tabeer in Urdu
حضرت جعفر صادق رحمۃ اللہ علیہ نے فرمایا ہے کہ خواب میں بارش کا دیکھنا بارہ 12 وجہ پر ہے
رحمت، برکت، فریاد چاہنا، رنج و بیماری، بلا، لڑائی، خون بہانہ، فتنہ، قحط، امان پانا، کفر، جھوٹ