Khwab Mein Qabristan Dekhna is baat ki daleel hai. Ke khawab dekhnay walay ko guzri hui baatein yaad ayen gi. Aur fikar aur pareshani ho gi. Aur logon se naffa haasil kere ga.
Aur agar kisi ne khawab mein khud ko qabristan mein dekha. To daleel hai ke woh khawab dekhnay wala kisi aisay muamlay mein phansay ga. Ke log is se ibrat payen ge.
Aur is ke rishte daar is se kinara kash hon ge. Aisa khwab dekhnay wala sadqa kere kyun ke sadqa balaon ko talta hai .
Aur agar kisi ne khawab mein kafiroon ka qabristan dekha to yeh is baat ki daleel hai ke woh khawab dekhnay wala kisi fikar aur takleef aur khauf mein mubtala hoga aur apne deen mein shak mein parre ga aisa khawab dekhnay wala to yeh aur astaghfar kere aur sadqa bhi kere.
Khwab Mein Qabristan Dekhna
Jazrat Jafr Sadiq rehma allah alaihi farmatay hain ke khwab mein qabristan dekhna 3 wajah par hai 1. Qaid khanah 2 gham. 3. Minnat aur balaa, aur agar koi khawab mein qabristan daikhta hai to is se zahir hota hai ke woh duniya aur akhirat ke liye kaam karne ki naseehat aur fikar chor raha hai
Khwab Mein Saaf Qabristan Dekhna
Agar aap khawab mein dekhte hain ke aap aik khobsorat aur saaf suthray qabrustan mein hain, to aap ko ghair mutawaqqa khabar miley gi.
Khwab Mein Zinda Qabar Mein Dafan Hona
Agar koi shakhs khawab mein dekhe ke usay marey baghair qabar mein dafan kya gaya hai to yeh kisi cheez ke baray mein qaid aur takleef ke ehsas ki taraf ishara ho sakta hai Khuda behtar jaanta hai.
Qabar khodnay ka khawab dekhnay ki tabeer khawab dekhnay walay ki haalat aur khawab mein nazar anay wali tafseelaat ke mutabiq mukhtalif hoti hai. Zail mein hum ibn shaheen ki kitaab “Alfaaz Ki Alamat” ki tashreeh ka hawala dete
Khwab Mein Khud Ko Qabristan Main Dekhna
Agar koi khawab mein khud ko qabrustan daikhta hai. To meer is baat ki taraf ishara hai. Ke khawab dekhnay wala kisi aisay muamlay mein phansay ga ke jis se log ibrat haasil karen ge.
Aisa khawab dekhnay wala to yeh o astaghfar kere. Aur khawab dekhnay walay ke iqareb rishte daar is se kinara kash hon ge.
Khwab Mein Qabar Dekhna Kaisa Hota Hai
Hazrat Danyal alaihi salam ne farmaya hai keh khwab mein qabar dekhna ki taweel qaid khanah hai khwab mein qabar dekhna qaid khanah ki daleel hai. Basey ibrat hai tauba kere.
Khwab Mein Qaristan Mein Hansna
Agar koi khawab mein daikhta hai. Ke woh qabristan mein khara hans raha hai. To iss ki tabeer yeh ho gi. Ke is ka shumaar buray logon mein ho ga.
Khwab Mein Qabristan Se Guzarna
Agar koi khawab mein qabrustan se guzarta hai. Ya qabristan jata hai. To yeh iss baat ki daleel hai. ke is khwab dekhnay walay ki dili morad poori ho gi.
Aur is ko koi khushkhabri miley gi. Aur agar koi bemaar insaan qabrustan mein daakhil hota hai to yeh is ki mout ki daleel hai .
Khwab Mein Qabristan Mein Phool Dekhna
Khwab mein qabristan mein phool dekhna is bat ki daleel hai ke qabar main mojood shakhs Khuda ki rehmat aur bakhshish se mutasir hai.
For more visit our Youtube Channel
Read Also: Khwab Mein Khoon Dekhna Ki Tabeer in Urdu
خواب میں قبرستان دیکھنے کی تعبیر اردو
خواب میں قبرستان دیکھنا اِس بات کی دلیل ہے . كے خواب دیکھنے والے کو گزری ہوئی باتیں یاد آئیں گی . اور فکر اور پریشانی ہو گی . اور لوگوں سے نفع حاصل کرے گا
اور اگر کسی نے خواب میں خود کو قبرستان میں دیکھا . تو دلیل ہے كے وہ خواب دیکھنے والا کسی ایسے معاملے میں پھنسے گا . كے لوگ اِس سے عبرت پائیں گے
اور اِس كے رشتے دار اِس سے کنارہ کاش ہوں گے . ایسا خواب دیکھنے والا صدقہ کرے کیوں كے صدقہ بالاون کو ٹالتا ہے
اور اگر کسی نے خواب میں کافروں کا قبرستان دیکھا تو یہ اِس بات کی دلیل ہے كے وہ خواب دیکھنے والا کسی فکر اور تکلیف اور خوف میں مبتلا ہو گا اور اپنے دین میں شک میں پڑے گا ایسا خواب دیکھنے والا تو یہ اور استغفار کرے اور صدقہ بھی کرے
خواب میں قبرستان دیکھنا
حضرت جفر صادق رحماء اللہ علیہ فرماتے ہیں كے خواب میں قبرستان دیکھنا 3 وجہ پر ہے 1 . قید خانہ 2 غم . 3 . منت اور بلا ، اور اگر کوئی خواب میں قبرستان دیکھتا ہے تو اِس سے ظاہر ہوتا ہے كے وہ دُنیا اور آخرت كے لیے کام کرنے کی نصیحت اور فکر چھوڑ رہا ہے
خواب میں صاف قبرستان دیکھنا
اگر آپ خواب میں دیکھتے ہیں كے آپ ایک خوبصورت اور صاف ستھرے قبرستان میں ہیں ، تو آپ کو غیر متوقع خبر ملے گی
خواب میں زندہ قبر میں دفن ہونا
اگر کوئی شخص خواب میں دیکھے كے اسے مرے بغیر قبر میں دفن کیا گیا ہے تو یہ کسی چیز كے بارے میں قید اور تکلیف كے احساس کی طرف اشارہ ہو سکتا ہے خدا بہتر جانتا ہے
قبر کھودنے کا خواب دیکھنے کی تعبیر خواب دیکھنے والے کی حالت اور خواب میں نظر آنے والی تفصیلات كے مطابق مختلف ہوتی ہے . ذیل میں ہم اِبْن شاہین کی کتاب “الفاظ کی علامات” کی تشریح کا حوالہ دیتے
خواب میں خود کو قبرستان میں دیکھنا
اگر کوئی خواب میں خود کو قبرستان دیکھتا ہے . تو میر اِس بات کی طرف اشارہ ہے . كے خواب دیکھنے والا کسی ایسے معاملے میں پھنسے گا كے جس سے لوگ عبرت حاصل کریں گے
ایسا خواب دیکھنے والا تو یہ و استغفار کرے . اور خواب دیکھنے والے كے اقارب رشتے دار اِس سے کنارہ کاش ہوں گے
خواب میں قبر دیکھنا کیسا ہوتا ہے
حضرت دانیال علیہ سلام نے فرمایا ہے کہہ خواب میں قبر دیکھنا کی طویل قید خانہ ہے خواب میں قبر دیکھنا قید خانہ کی دلیل ہے . بسے عبرت ہے توبہ کرے
خواب میں قبرستان میں ہنسنا
اگر کوئی خواب میں دیکھتا ہے . كے وہ قبرستان میں کھڑا ہنس رہا ہے . تو اِس کی تعبیر یہ ہو گی . كے اِس کا شمار برے لوگوں میں ہو گا
خواب میں قبرستان سے گزارنا
اگر کوئی خواب میں قبرستان سے گزرتا ہے . یا قبرستان جاتا ہے . تو یہ اِس بات کی دلیل ہے . كے اِس خواب دیکھنے والے کی دلی مراد پوری ہو گی
اور اِس کو کوئی خوشخبری ملے گی . اور اگر کوئی بیمار انسان قبرستان میں داخل ہوتا ہے تو یہ اِس کی موت کی دلیل ہے
خواب میں قبرستان میں پھول دیکھنا
خواب میں قبرستان میں پھول دیکھنا اِس بیٹ کی دلیل ہے كے قبر میں موجود شخص خدا کی رحمت اور بخشش سے متاثر ہے