Khwab Mein Kutta Dekhna Ki Tabeer

Khwab Mein Kutta Dekhna Ki Tabeer. Hazara ibn e sireen RA ne farmaya ke Khwab kutta dog kamina or meharban dushman hai. Or siyah kutta dog arab mein se dushman hai. Aur sufed kutta ajam mein se dushman hai.

Khwab Mein Kutte Ka Katna

Khwab me kutte ka katna. Agar khwab mein dekha hai ke kuttay ne isko kata hai ya Khwab Mein Kutte Ka Katna to daleel hai ke dushman se takleef uthaye ga aur agar khwab mein dekha hai ke iska kapra pharta hai to daleel hai ke iske maal mein nuqsan hoga.

SEE ALSO>>> Khwab Mein Barish Dekhna Ki Tabeer in Urdu

Agar khwab mein ( khwab mein kutta dekhna) dekha hai ke isne kutty ka gosht khaya hai to daleel hai ke dushman ke dafa karega aur agar dekhe ke kutty ke roti di hai to daleel hai ke iski rozi farakh hogi.

Khwab Mein Kutta Dekhna Ki Tabeer

Agar Khwab Mein dekha hai ke kutty ne is par takbeer ki hai to daleel hai ke kameeny dushman par bharosa karega. agar dekha hai ke kuttiya ka doodh piya hai to daleel hai ke isko khauf aur dehshat pohnche gi aur agar khwab mein dekha hai ke kutta dog is se bhaga hai to daleel hai ke muhtaat dushman hoga.

SEE ALSO>>> Khwab Mein Amrood Dekhna Ki Tabeer

Hazrat Ibraheem Kiramani RA ne farmaya hai ke (Khwab Mein Kutta Dekhna) agar dekhe ke kuttiya iske ghar mein ai hai tp daleel hai ke kam himmat aur kameeni aurat se shadi karega.

Hazrat Ismaeel Ashar RA ne farmaya hai ke shikari kutta dog zahir dushman hai aur agar dekhe ke shikari kutty ke zariye shikar karta hai to daleel hai ke iska dushman se jo danishmandi ka dawa karta hai khair pohnche gi.

Agar khwab mein dekha (Khwab Mein Kutta Dekhna) ke shikari kutty ka gosht khaya hai to daleel hai ke wirasat paye ga. Agar khwab mein dekhe ke shikari kutta dog is se door ho gaya hai to daleel hai ba-manfat dushman se juda hoga.

SEE ALSO>>> Khwab Mein Machli Dekhna Ki Tabeer | Khawab Ki Tabeer

(Khwab Mein Kutta Dekhna) Hazrat Jaffar Sadiq RA ne farmaya hai ke khwab mein kutta dekhna char wajah se hai.

  • Dushman
  • Lalchi Badsha
  • Danishmand
  • Chughal Khor

Apne khwabon mazeed tabeer janne ke liye hamara Youtube Channel aur Facebook page zaroor visit karen.

خواب میں کتا دیکھنا

خواب میں کتا دیکھنا کی تعبیر . حضرت اِبْن سیرین رحمۃ اللہ نے فرمایا كہ خواب میں کتا کمینہ اور مہربان دشمن ہے . اور سیاہ کتا عرب میں سے دشمن ہے . اورسفید کتا عجم میں سے دشمن ہے

خواب میں کتے کا کاٹنا

خواب میں کتے کاٹنا . اگر خواب میں دیکھا ہے كہ کتے نے اسکو کاٹا ہے تو دلیل ہے كے دشمن سے تکلیف اٹھائے گا اور اگر خواب میں دیکھا ہے كے اس کا کپڑا پھاڑتا ہے تو دلیل ہے كے اس کے مال میں نقصان ہو گا

SEE ALSO>>> Khwab Mein Chipkali Dekhna | You Should Know

اگر خواب میں دیکھا ہے كے اس نے کتے کا گوشت کھایا ہے تو دلیل ہے كے دشمن كو دفعہ کرے گا اور اگر دیکھے كے کتے كو روٹی دی ہے تو دلیل ہے كے اسکی روزی فراخ ہوگی

خواب میں کتا پیچھے پڑ جانا

اگر خواب میں دیکھا ہے كہ کتے نے اِس پر تکبیر کی ہے تو دلیل ہے كے کمینے دشمن پر بھروسہ کرے گا . اگر دیکھا ہے كے کتیا کا دودھ پیا ہے تو دلیل ہے كے اسکو خوف اور دہشت پہنچے گی اور اگر خواب میں دیکھا ہے كہ کتا اِس سے بھاگا ہے تو دلیل ہے كے محتاط دشمن ہو گا

SEE ALSO>>> Khwab Mein Sher Dekhna Ki Tabeer in Urdu

حضرت ابراہیم کرامانی رحمتہ اللہ نے فرمایا ہے كہ اگر دیکھے كے کتیا اس کے گھر میں آئی ہے تو دلیل ہے كہ کم ہمت اور کمینی عورت سے شادی کرے گا 

خواب میں کتا دیکھنا کیسا ہے

حضرت اسماعیل اشعت رحمۃ اللہ نے فرمایا ہے كہ شکاری کتا ظاہر دشمن ہے اور اگر دیکھے كہ شکاری کتے كے ذریعے شکار کرتا ہے تو دلیل ہے كے اس کا دشمن سے جو دانشمندی کا دعوی کرتا ہے خیر پہنچی گی

SEE ALSO>>> Khwab Mein Shehad Ki Makhi Dekhna

اگر خواب میں دیکھا ہے کہ شکاری کتے کا گوشت کھایا ہے تو دلیل ہے كہ وراثت پائے گا . اگر خواب میں دیکھے کہ شکاری کتا اِس سے دور ہو گیا ہے تو دلیل ہے بامنفعت دشمن سے جدا ہو گا

حضرت جعفر صادق رحمۃ اللہ نے فرمایا ہے كہ خواب میں کتا دیکھنا چار وجہ سے ہے 

دشمن
لالچی بادشاہ
دانشمند
چوگھال خور

Leave a Comment