Khwab Mein Billi Dekhna Ki Tabeer URDU/HINDI

Khwab Mein Billi Dekhna Ki Tabeer – Hazrat Jaffar Sadiq ne farmaya Khwab Mein Billi Dekhna saath (7) wajah se hai. Chor, Chugah Khor, Naukar, Bimari, Mehrban Aurat, Haasid, Ladai Jhagda

Hazrat Ibne Sireen RA ne farmaya hai ke Khwab Mein Billi Dekhna fasaadi chor hai. Agar khwab mein billi iske ghar ai hai to daleel hai ke ma’roof chor iske gahr mein aye ga.

Agar namaloom billi dekhi hai to maloom chor hoga. Agar billi ko khwab mein dekha hai ke wo gahr se koi cheez kha gai hai ya le gai hai to daleel hai ke chor iske ghar se koi cheez le jaye ga.

Khwab Mein Billi Ko Marna

Khwab Mein Safed Billi Dekhna. Khwab Mein Billi Dekhna Agar khwab mein billi ko mara hai to daleel hai ke chor ko maare ga aur maghloob kare ga. Aur khwab mein billi ko pyar karna ki tabeer iske ulat hogi.

Khwab Mein Billi Ka Gosht Khana

Hazrat Ibraheem Kirmani RA ne farmaya hai ke agar khwab mein billi ka gosht khaya hai to daleel hai ke isko isi qadar chor ka maal hasil hoga.

Khwab Mein Billiyan Dekhna

Khwab Mein Billiyan Dekhna. Agar dekhe ke billi ke saath jang karta hai aur billi ne isko kharaash lgai hai to daleel hai ke bimar hoga. Khwab Mein Billi Dekhna, Aur agar khwab mein billi ko maghloob kia hai to daleel hai ke bimari se shifa paye ga.

See Also: Khwab Mein Kutta Dekhna Ki Tabeer

Agar khwab mein billi ne isko kata hai to iski bimari daraaz hogi. Aur baaz ahl-e-tabeer ne bayan kia hai ke billi taweel mein khadim hai.

Khwab Mein Billi Ka Bacha Dekhna

Hazar Daniyaal RA ne farmaya hai ke kisi shaks ka subha se pehle Khwab Mein Billi Ka Bacha Dekhna ya Khwab Mein Billi Dekhna Six 6 roz tak bimari ki alamat hai.

Khwab Mein Billi Ka Doodh Peena

Agar kisi ghulaam ka khwab mein kali billi dekhna aur agar isne billi ka doodh piya hai to daleel hai ke azad hoga. Aur jis ghar se wo azadi payega kisi aurat se shadi karega. Aur agar azad khawab mein dekhe ke isne billi ka doodh piya hai to daleel hai ke

Apne Khwab ki tabeer urdu mein dekhne ke liye hamara Youtube channel aur Facebook page visit karen

Khwab Mein Billi Dekhna Ki Tabeer In URDU

خواب میں بلی دیکھنا

خواب میں بلی دیکھنا کی تعبیر – حضرت جعفر صادق نے فرمایا خواب میں بلی دیکھنا ساتھ ( 7 ) وجہ سے ہے . چور ، چغل خور ، نوکر ، بیماری ، مہربان عورت ، حاسد ، لڑائی جھگڑا

حضرت ابن سیرین رحمۃ اللہ نے فرمایا ہے كے خواب میں بلی دیکھنا فسادی چور ہے . اگر خواب میں بلی اس کے گھر آئی ہے تو دلیل ہے كے معروف چور اس کے گھر میں آئے گا

See Also: Khwab Mein Barish Dekhna Ki Tabeer in Urdu

اگر نامعلوم بلی دیکھی ہے تو معلوم چور ہو گا . اگر بلی کو خواب میں دیکھا ہے كے وہ گھر سے کوئی چیز کھا گئی ہے یا لے گئی ہے تو دلیل ہے كے چور اس کے گھر سے کوئی چیز لے جائے گا

خواب میں بلی کو مارنا

خواب میں سفید بلی دیکھنا . اگر خواب میں بلی کو مارا ہے تو دلیل ہے كے چور کو مارے گا اور مغلوب کرے گا . اور خواب میں بلی کو پیار کرنا کی تعبیر اس کے اُلٹ ہوگی

خواب میں بلی کا گوشت كھانا

حضرت ابراہیم کرمانی رحمۃ اللہ نے فرمایا ہے كے اگر خواب میں بلی کا گوشت کھایا ہے تو دلیل ہے كے اسکو اسی قدر چور کا مال حاصل ہو گا

خواب میں بلی کا بچہ دیکھنا

حضرت دانیال رحمۃ اللہ نے فرمایا ہے كے کسی شخص کا صبح سے پہلے خواب میں بلی کا بچہ دیکھنا یا خواب میں بلی دیکھنا 6 روز تک بیماری کی علامت ہے

Leave a Comment